100+ Best Hindi shayari in English – Shayari in English Photos 2024

Hello Friends Love-Quotes-Images.com mein apka svagat hain. Doston shayari ke madhyam se bina bole hum bahut si baatein kah sakte hai, bahut log to shayari ko bat karne ka madhyam bhi bana lete hain. Aaj lagbhag sabhi logon ko shayari bahut pasand hai sath hi bahut se logon ko shayari padne, likhne or sunne ka bhi shok bhi hota hai, isliye aaj hum apke liye Hindi shayari in English, shayari in English Images or hindi shayari in english love lekar aaye hain. Ummid karte hai aapko jarur pasand aayengi.

Hindi shayari in English

Hindi shayari in english

Meri Har Nazar Mein Basi Hai Tu, Meri Har Qalam Pe Likhi Hai Tu,

Tujhe Soch Loon To Ghazal Meri, Na Likh Sakun To Wo Khayal Hai Tu.

Hindi shayari in english

Zindagi Me Aapse Milena Bhi Jaruri Tha, Ishq Kya Chiz Hain Ye Janana Bhi Jaruri Tha,

Meri Khushiyon Ka Khajana Ho Tum, Isliye Apako Pana Meri Manzil Banana Bhi jaruri Tha.

Hindi shayari in english

Pyaar Wo Hai Jisme Kisi Ke Milne Ki, Ummeed Bhi Na Ho Fir Bhi Intzaar Usi Ka Ho.

Hindi shayari in english

Ishq Sabhi Ko Jena Sikha Deta Hai, Wafa Ke Naam Par Marna Sikha Deta Hai,

Ishq Nahi Kiya To Karke Dekho, Zalim Har Dard Sehna Sikha Deta Hai.

Hindi shayari in english

Aap Se Door Ho Kar Hum Jayenge Kaha, Aap Jaisa Dost Hum Payenge Kaha,

Dil Ko Kaise Bhi Sambhal Lenge, Par Aankho Ke Aansu Hum Chupayege Kaha.

Hindi shayari in English Images

Hindi shayari in English

Zindagi ke kuch lamhe yaadgar hote hain, Yadoon mein kuch log khass hote hain, Yu to woh door hote hain nazaron se, Par unke ehsaas dil ke paas hote hain.

shayari in english hindi

Dard se hath na milate to aur kya karte, Gham ke aansoo na bahate to or kya karte, Usne maangi thi humse roshni ki dua, Hum khud ko na jalate to or kya karte.

अधिक पढ़े:- गम की शायरी (Gam ki Shayari)

attitude shayari in english

Din hua hai to raat bhi hogi, Ho mat udas kabhi to baat bhi hogi, Itne pyaar se dosti ki hai, jindagi rahi to mulaqat bhi hogi.

shayari in english about life

Uski bahon mein sone ka abtak shauk hai mujhe, Mohabbat mein ujad kar bhi meri aadat nahi badli.

अधिक पढ़े:- न्यू हिंदी शायरी

life shayari in english

Na koi kisi se door hota hain, Na koi kisi ke karib hota hain, Wo khud hi chal ke aata hai, Jo jiska naseeb hota hain.

Shayari in English Images Download

Doston aapko bhi shayari pasand hai to in Shayari in English Images ko apne doston ko share kar sakate hain sath hi inko Download karke apne Whatsapp or Facebook status par bhi dal sakte hain.

dosti shayari in english

Kitna bhi khush rahne ki koshi karlo, Jab bhi vo yaad aata hai sach mein bahut rulata hain.

अधिक पढ़े:- हिंदी शायरी फ़ोटो

shayari in english funny

Suno nazar andaz karne wale teri koi khata hi nahi, Mohabbat kya hoti hai shayad tujhe pata hi nahi.

best friendship shayari in english

Kuch rishtey uparwala banata hai, Kuch rishte log banate hai, Par wo log bahut khaas hote hai, Jo bina rishte ke koi rishta nibhate hain.

best friend shayari in english

Wafa ka naam na lo yaro, Wafa dil ko dukhati hain, Jab bhi wafa ka naam aata hai, Hume ek bewafa ki yaad aati hain.

attitude shayari in english hindi

Koi hasaye to has lete hai, Dil mein dard ho to ro lete hai, Need waise bhi kam aati hai, Par sapno mein tum aaogi, Yeh soch ke so lete hain.

Love Hindi Shayari in English

Friends agar aapko bhi Hindi shayari in English pasand hai ya fir aap inko internet par search kar rahe hai to apko yaha har tarah ki shayari images mil jayengi jinko aap aasani se Download kar sakte hain.

life shayari in english hindi

Udas na hona hum aap ke sath hai, Nazar se door per dil ke pass hai, Palkon ko band karke dil se yaad karna, Hum hamesha aap ke liye ek ehsaas hain.

love hindi shayari in english

Agar thak jao kabhi to humse kahna, Hum utha lenge tumko apni baahon mein, Aap ek baar pyaar karke to dekho humse, Hum khushiyan bichha denge aapki rahon mein.

hindi shayari in english love

Koshish to har roj karte kai ki wakt se samjhota kar le, Kambakhat dil ke kone mein chupi ummid manti hi nahi.

hindi shayari in english sad

Jab bhi dekhta hu tumhe lagta hai ye din naya hain, Nigahein tumko dekhna chahti hai mere dil ko ye kya hua hain.

sad hindi shayari in english

Wo nadaan hai baatein samajhte bahi, Ye din ye raatein samjhti nahi, Main paas bhi jaun to dar jaate hain, Main dard nahi dawa hun samajhte nahi.

Shayari in English About Life

hindi shayari in english word

Ishq sabhi ko jena shikha deta hai, Wafa ke naam par marna shikha deta hain,  Ishq nahi kiya to karke dekho, Zalim har dard sehna shikha deta hain.

hindi shayari in english words

Nazar chahti hai deedar karna, Dil chahta hai pyaar karna, Kya bataun is dil ka alam, Naseeb mein likha hai intezar karna.

romantic hindi shayari in english

Humse zyada koi bechein kya hoga, Humse zyada koi betab kya hoga, Yaadon ko bahon mein lekar soye rahe, Isse jyada unke pyaar ka jawab kya hoga.

hindi shayari in english attitude

Aap se door ho kar hum jayenge kaha, Aap jaisa dost hum payenge kaha, Dil ko kaise bhi sambhal lenge, Par aankho ke ansu hum chhupayege kaha.

hindi shayari in english on life

Mujhe is baat ka gam nahi ki badal gaya zamana, Meri zindagi to sirf tum ho, kahi tum na badal jana.

Meaning of English Shayari

Shayari is a form of poetry that originated in the Indian subcontinent, and has since spread throughout the world. It is a powerful medium for expressing emotions and feelings, and is often used to convey love, longing, and heartbreak. Here are some examples of English Shayari that capture the beauty and depth of this ancient art form.

“In every breath, I whisper your name,
In every step, I feel your touch,
In every beat of my heart,
I know that I love you so much.”
This shayari expresses the deep longing and love that one feels for their beloved. It captures the intensity of the emotions and the overwhelming sense of longing that comes with being apart from the one you love.

“The stars may shine, the moon may glow,
But nothing compares to the light in your eyes,
You are my guiding star, my shining hope,
My love for you will never die.”
This shayari expresses the deep feelings of love and devotion that one feels for their partner. It captures the sense of awe and wonder that comes with loving someone, and the sense of security and stability that comes with having them in your life.

“In the darkness of night, I see your face,
In the silence of my mind, I hear your voice,
In the emptiness of my heart, I feel your love,
You are my everything, my reason to live.”
This shayari expresses the deep sense of longing and love that one feels for their partner. It captures the sense of emptiness and loss that comes with being apart from the one you love, and the sense of fulfillment and completeness that comes with being with them.

“I am but a mere mortal, a mere mortal in love,
With an angel, a goddess, a love from above,
Your beauty, your grace, your love divine,
You are my everything, my forever Valentine.”
This shayari expresses the deep feelings of love and admiration that one feels for their partner. It captures the sense of awe and wonder that comes with loving someone, and the sense of humility and gratitude that comes with being loved in return.

“I’m not a poet, I cannot rhyme,
But I know one thing, you’re always on my mind,
I cannot put it into words, what you mean to me,
But I know one thing, my love for you is deep and true.”
This shayari expresses the deep feelings of love and devotion that one feels for their partner, despite not being able to put it into words. It captures the sense of humility and vulnerability that comes with loving someone and the sense of certainty and conviction that comes with knowing that your love is true.

In conclusion, Shayari is a powerful medium for expressing emotions and feelings. It captures the beauty, depth and complexity of human emotions, and provides a powerful way to express love, longing, and heartbreak. The above examples of English Shayari are just a small sample of the vast and rich tradition of shayari. These shayari not only entertain but also express emotions that are hard to put into words and convey them effectively.

Other Links –

You can also follow our FacebookInstagram and Pinterest Pages for the latest Love Quotes with images.

Leave a Reply